સુચના:-અહી સમયાંતરે નવી નવી ક્વિજ ઉમેરવામાં આવશે રોજ આવી ક્વિજ રમવા માટે અમારી સાઈટની મુલાકાત લેતા રહેજો...આભાર

“MICROSOFT TEAMS” TIME TABLE FOR STANDRED 1TO5 OR 6 TO 8 IN EXEL

“MICROSOFT TEAMS” TIME TABLE FOR STANDRED 1TO5 OR 6 TO 8 IN EXEL

microsoft teams

Hello kaise ho doston …

Jaise ki aap sab log Jante Hain Ki Gujarat mein covid-19 Ke Chalte hue School main student ko vacation Diya Hua Hai aur teachers ko Microsoft teams se education Dena padta hai aur aap sab log Jante Hain Ki Hamen Microsoft team ke Madhyam se virtual class Lena padta hai….

MICROSOFT TEAM MA DIVAS MA 1.30 KALAK CLASS LEVANO CHHE

Aur government ko Maloom Hua ki Kuchh kaunse mein Microsoft teams ka bahut hi acchi Tarah Se use Kiya jata hai Lekin Kuchh school mein teachers Microsoft teams ka sahi tarah se use nahin kar rahe hain aur bacchon ko Microsoft teams ke Madhyam se teaching Nahin de rahe hain isliye Sarkar mein Microsoft teams ko mahatva dene ke liye Ek Pari Patra Jari Kiya Hai aur is Pari Patra mein Din Mein do subject Microsoft teams application se features ko padhaane Honge aur Aadha Ghanta bacchon ke problem ka solution karne ke liye Diya jaega matlab kul Mila Ke 1:30 Hours bacchon ko Microsoft team se education Dena Padega

Class nu aayojan karva mate paripatra

Dosto Is paripatra ke anusar standred 3 to 5 or standred 6 to 8 ke liye Dhanesh sheth sir ne aayojan kiya hua hai …isaki exel file mai yaha share kar 4aha hu…

Class aayojan for standred 3 to 5

Standred 3 to 5 me 1 ghante mein Main 2 Class lene hain aur 2 class ke subject alag alag hone chahie use hisabse standard 3 to 5 ke liye Jo aayojan Banaya Hua Hai Uske excel file niche wale download link se download kar sakte hain aur apne hisab se usmein aap aap apne school ka time table bana sakte hain…

DOWNLOAD MICROSOFT TEAM TIME TABLE FOR STANDRED 3 TO 5

Standred 3 to 5

Class aayojan for standred 6 to 8

Standred 6 to 8 me 1:30 ghante mein Main 2 Class lene hain aur 2 class ke subject alag alag hone chahie. Aur aadhe ghante mein agar bacchon ko padhe Hue subject main main agar koi confusion hai use confusion ko solve karne ke liye Aadha Ghanta Diya jaega. use hisabse standard 6 to 8 ke liye Jo aayojan Banaya Hua Hai Uske excel file niche wale download link se download kar sakte hain aur apne hisab se usmein aap aap apne school ka time table bana sakte hain…

DOWNLOAD MICROSOFT TEAM AAYOJAN FOR STANDRED 6 TO 8

Agar Aapko Hamari is post se Kuchh madad mil sakti hai aur Hamari post aapko acchi lage ho to is post ko aap apne doston ke sath share Karen aur aur Agar is post mein aap Hamen Kuchh sujhav Dena Chahte Hain To aap hame post Ke Niche comment Jarur Karen

Also Read Our Lattest Article

I am a primary teacher. I like blogging. I share educational information like pdf material, educational circulars as well as teaching useful information on my blog...

Sharing Is Caring:

Leave a Comment